Skip to main content

Posts

Showing posts from June, 2021

Ekaant

 Vanraj Singh apne maata-pita ka iklauta ladka hain. Woh paanch saal ka baccha hain. Vanraj ke pita ek Company mein naukri karte hain aur maata ghar par hi Vanraj ke saath rehti hain. Woh Vanraj ko School le jaati aur School khatam hone ke baad, use wapas apne saath ghar le aati. 

Humnava

 Adhyayan Khanna ek Company mein naukri karta hain. Woh ek anjaan shehar mein akela rehta hain. Woh apne flat mein akela rehta hain. Woh har roz subah tayyar hokar apne naukri par jaata aur shaam mein apne ghar laut aata.

Uphaas

 Shaurya Singhania ek naujawan ladka hain. Woh apne maata-pita ka iklauta ladka hain. Shaurya ke pita ka naam, Aman Singhania hain aur maata ka naam, Bhaavna Singhania hain. Aman Singhania ek choti si kiraane ki dukaan chalate hain. Ek zamaane mein, Aman ek factory ke maalik hua karte the. Lekin, woh factory ka kaarobar sambhaal nahi paaye. 

Bhram

 Aman Acharya ek company mein naukri karte the. Woh apni naukri se retire ho chuke hain aur filhal pension par chal rahe hain. Unki patni ka naam, Bhakti Acharya hain.

Lamhe

 Samar Purohit ek naujawan ladka hain. Woh ek College mein padhaayi karta hain. Woh bachpan se hi baat-cheet mein bohut tezz raha hain. Jis wajah se log bohut jaldi hi uske dost ban jaate hain.